Showing posts from October, 2020Show All
Hum toh samjhe the ik zakham ha bhar jaye ga, Kya khabar thi rag-e-jaan main utar jaye ga | Urdu Poetry -
Neend nah wekhey bistar te bhukh nah wekhe maas, Mout nah wekhey umar nu te ishq nah wekhe zaat | Urdu Poetry -
Naaz kya iss pe jo badla zamaney ney tumhein, Hum hain woh jo zamaney ko badal detey hain | Urdu Poetry -
Teri nazar main jab koi udaas ho, Zubaan pe zarrori ha mithas ho | Urdu Poetry -
Kasam mujh ko khuda ki ha, Dil main wehshat balaa ki ha | Urdu Poetry -
Use toh mera intzaar tha hi nahi murshad, Wagarna main toh roz usi gali se guzarta hoon | Urdu Poetry -
Ishq aur sukoon woh bi dono ek sath, Rehney do ghalib koi aqal ki baat karo | Urdu Poetry -
Nah jaaney konsi sazishon ka hum shikar hue, Ke jitney saaf dil the utney daghdar hue | Urdu Poetry -
Logon ney roz manga khuda se kuch naya, Ik hum the ke tere khayal se aagey ja nah sakey | Urdu Poetry -
Main fard hoon ik aam sa ik qissa nah tamam sa, Nah lehja bemisaal ha nah baat main kamal ha | Urdu Poetry -
Woh jo chahe toh kya nahi mumkin, Woh nah chahe toh kya kare koi | Urdu Poetry -
Kisi ki tahajjud bi kaam nahi aati, Kisi ki kaza bi qubool ho jati ha | Urdu Poetry -
Aatey hi seeney lagaya tha us ney, Pata nahi kis se larh kar aayi thi | Urdu Poetry -
Teri tasveer se karon batein, Haye, mumkin nahi mulakatein | Urdu Poetry -
Akhir kion nah saza milti humein mohabbat ki, Hum ney bi bohat dil torey teri khatir (Urdu Poetry) -
Suno mujhe marney se pehle, Ik bar tumharey sath jeena ha -
Muskura ke khitab kartey ho,              Aadtein kion kharab kartey ho -